👩🏻👩🏻👩🏻👩🏻👩🏻👩🏻👩🏻👩🏻
"Kisi ko Ghar Mila Hisse may
Ya Koyi Dukan Ayee"
"Mai Ghar may sab se Chota tha Mere Hisse may Maa Ayee"
Shayar #MunawwarRana Mother Expired
📌Rana Ki Mother Aisha Khatoon Ki 84 Yrs Ki Age Mein Death Hui
📌Lambe Arse Se Bimar Thi
Munawar Rana Ne Maa Shabd Par Bahot Si Shayeri Likhi Hai Jisme Se Ye Khaas Thi .
✏"Bulandi der tak kis shakhsh ke hisse me rahti hai"
"Bahut oonchi imaarat har ghadi khatre me rahti hai"
"Ye aisa karz hai jo main adaa kar hi nahi sakta"
"Main jab tak ghar na lautoon, Meri Maa sazde me rahti hai"
✏ऐ अँधेरे! देख ले मुँह तेरा काला हो गया
माँ ने आँखें खोल दीं घर में उजाला हो गया
✏इस तरह मेरे गुनाहों को वो धो देती है
माँ बहुत ग़ुस्से में होती है तो रो देती है
Gallinews.com
Download Mobile Apps from
https://t.co/LmRWlGO5Pm
No comments:
Post a Comment